Roman script

tu bada aadmi hai duniya manti hai

tu bada aadmi hai duniya manti hai

bade aadmi se aadmi nikala

to kya rah gaya bas bada rah gaya

parda akal pe pada raha gaya

tu bada aadmi hai duniya manti hai

bade aadmi se aadmi nikala

to kya rah gaya bas bada rah gaya

parda akal pe pada raha gaya

tu bada aadmi hai duniya manti hai

uncha bahut paid ek naam ka

na phul na phal kis kam ka

uncha bahut paid ek naam ka

na phul na phal kis kam ka

bilkul akela khada rah gaya

parda akal pe pada raha gaya

tu bada aadmi hai duniya manti hai

tu pyar ki har kasam todke

ha khoon ke farz ko chodke

tu pyar ki har kasam todke

ha khoon ke farz ko chodke

khudgarj khud se juda rahe gaya

parda akal pe pada raha gaya

tu bada aadmi hai duniya manti hai

deepak ki joyti nahi ban saka

tu hera moti nahi ban saka

deepak ki joyti nahi ban saka

tu hera moti nahi ban saka

mitti ka kacha ghada rah gaya

parda akal pe pada raha gaya

tu bada aadmi hai duniya manti hai

dushman se tune na badla liya

apne sajan pe bhi humla kiya

dushman se tune  na badla liya

apne sajan pe bhi humla kiya

afsosh mujhko bada rah gaya

parda akal pe pada raha gaya

tu bada aadmi hai duniya manti hai

bade aadmi se aadmi nikala

to kya rah gaya bas bada rah gaya

parda akal pe pada raha gaya

tu bada aadmi hai duniya manti hai

tu bada aadmi hai duniya manti hai

Explore this song