Roman script

tu apne man ka deep jala 

tu apne man ka deep jala 

aur sabko sachchi raah dikha

tu apne man ka deep jala 

aur sabko sachchi raah dikha

tu apne man ka deep jala 

aehsan saharo ka mat le

aehsan saharo ka mat le

khud apne man ko deepak la 

khud apne man ko deepak la 

tu raste ki har thokar ko 

tu raste ki har thokar ko 

kadmo se phul banata ja 

kadmo se phul banata ja 

rukna na kabhi jhukna na kabhi 

tu aage kadam badhata ja

tu aage kadam badhata ja

tu hansta ja tu gaata ja

tu hansta ja tu gaata ja

tu apne man ka deep jala 

ye sari duniya teri hai 

ye sari duniya teri hai 

sab chand sitare tere hai 

sab chand sitare tere hai 

tu baalak hai tu malik hai 

tu baalak hai tu malik hai 

teri hansi mein lakh sawere hai 

teri hansi mein lakh sawere hai 

do hatho mein takdeer liye 

do hatho mein takdeer liye 

tu sabka ghaat banata ja 

tu sabka ghaat banata ja 

tu apne man ka deep jala

Explore this song