Roman script

tu aisa kaisa mard barf sa sard tune kya thani 

jara dekh ke meri garam mom si pighali jaaye jawani 

jara dekh to iski garam mom si pighali jaye jawani 

chouthe roj naha ke main to badal rahi thi sadi

ho badal rahi thi sadi

chouthe roj naha ke main to badal rahi thi sadi

tu aaya ke main ghabarai ke hay fisal padi meri sadi

vo aaya ke ye ghabarai ke hay fisal padi ye sadi

tu aankh mich ke khada bana muh aisa 

gunguna raha jo hanuman chalisa 

main bich se kat gai ho gai pani pani pani 

hay pani pani pani 

main bich se kat gai ho gai pani pani pani 

jara dekh ke meri garam mom si pighali jaaye jawani 

tu aisa kaisa mard barf sa sard tune kya thani 

jara dekh ke meri garam mom si pighali jaaye jawani 

jara dekh to iski garam mom si pighali jaye jawani

Explore this song