Roman script

tretayug ki baat sunau

godavri nadi tat par

ram lakhan sita rahte the

panchvati tha unka ghar

are devi sita ke kahne par

ram chale hirna lane

kau samajh nahi pave

yah leela keval yug jane

leela keval yug jane

lakhan laal pahra dete the

ram bhatkte the van me

hirna dikha raha tha chhal bal

ram naam sumre man me

are mrig se phir maarich ho gayawa

ter lagayi ha lakshman

dhire se shri ram kaha

aur tayaga nich apawan tan

tayaga nich apawan tan

maiya sita ghabrai

aur boli lakshman se vani

sankat me hai tumre bhaiya

jane vighan kya thani

are lakshman rahi rahi samjhave

tu dhiraj raakho maat yaha

kchh na hoiye bhaiya ko

sankat kaisa jab ram waha

sankat kaisa jab ram waha

kriya hat se haare lakshman

baan se ek khinchi rekha

dhanush baan le chale veer bar

par ram chaavi antar dekha

ram chaavi antar dekha

mata na rekha langhna

main ja raha raghuwar jaha

jo bhi nikat aaya

chita jal jayegi uski yaha

chita jal jayegi uski yaha

chita jal jayegi uski yaha

sudh budh kho baitha sikander

dekh rup ki khan siya

aankhe chundhiya gayi ravan ki

par chhal bal ne jaga diya

are sadhu bhesh me tha lankapati

sita thi bholi bhali

bhiksha dene ko hatho me

kandmul phal le aayi

kandmul phal le aayi

kapti ravan bola

main kaise bhiksha lu bandhi huyi

bahar aakar bhiksha do

ya main jata hu rupmayi

are sakuchayi sita pahle

devar ke vachan yaad aaye

phir dekha sita ne sadhu

alakh niranjan dohraye

alakh niranjan dohraye

bin bhiksha ko liye

kahin sanyasi ghar se chala gaya

apyash hoga raghukul ka

socha bahar pag badha diya

jhapat kar fenka kamandal

tham sita ko liya

boli tadap kar jaanki

re dushat aate hai piya

garaj kar ravan hansa

dharti ki chhati dolti

vivash sita ro rahi

ha ram raghuwar bolti

ha ram raghuwar bolti

hath pakad kar apne rath par

sita ji ko bitha liya

hath haans karta lankapati

ab lanka ki or chala

ab lanka ki or chala

ab lanka ki or chala

sita haran huyi gawa bhaiya

par ya dharti nahi fati

kadam kadam par ravan baitha

aaj hu sita jaat hari

bin dus shish ke kitne ravan

ab bharat me ghumat hai

tan ke ujre man ke kaale

ab samaj ma roj puje

ab samaj ma roj puje

kitni baar jara yah ravan

par rati bhar jala nahi

yah funke te ka hoiye

jab tak na janmehi ram kahin

jab tak na janmehi ram kahin

jab tak na janmehi ram kahin

jab tak na janmehi ram kahin

jab tak na janmehi ram kahin

jab tak na janmehi ram kahin

jab tak na janmehi ram kahin

Explore this song