Roman script

trahi mam shranagatam trahi mam shranagatam

trahi mam shranagatam satay narayan daya karo 

hey karuna sagar daya karo karuna sagar daya 

karo daya karo tum daya karo

kya bhul hui kyu ruth gaye mujhse mere bhagwan

meri puja ka mujhko ye kaisa mila vardan

kya bhul hui kyu ruth gaye mujhse mere bhagwan

meri puja ka mujhko ye kaisa mila vardan

kya bhul hui kyu ruth gaye

teri pujaran tere dware aakar apna sab kuch haare

teri pujaran tere dware aakar apna sab kuch haare

tu na sune to antaryami tu na sune to antaryami

ye haara man kise pukare jivan dhan ki jhalak 

dikha ke dekar jivan dan kya bhul hui kyu ruth gaye

ghor andhera ab to mita do 

ghor andhera ab to mita do

man mandir ke dip jala do 

jo tumse ye ho na sake to 

meri jivan jyot bhuja do dube suraj suhag ka to

dube suraj suhag ka to chhute tan se paran 

kya bhul hui kyu ruth gaye 

satay narayan mujhe shama do

meri sari bhul mita do 

mujhse bichhada sajan mila do

mera jivan dhan lauta do jivan dhan lauta do 

jivan dhan lauta do

Explore this song