Roman script

topi wale ne karke salam 

topi wale ne karke salam 

mujhe badnam kiya

kore kagaz pe likh diya naam 

kore kagaz pe likh diya naam 

mujhe badnam kiya

topi wale ne haye re topi wale ne

chori chupke sab se chupke 

hum milte to mai bach jati

chori chupke sab se chupke 

hum milte to mai bach jati

raat ke dhalte subha nikalte

dhum sheher me na mach jati

samne sab ke 

samne sab ke hath liya tham

haye samne sab ke hath liya tham

mujhe badnam kiya

topi wale ne haye re topi wale ne

meri toba ab kya hoga 

mai kis ki baato me aayi 

meri toba ab kya hoga 

mai kis ki baato me aayi 

uske kisse sab ke lab pe

duniya bhar ka vo harjayi 

vo to pehle se

vo to pehle se tha badnam mujhe badnam kiya

topi wale ne karke salam mujhe badnam kiya

kore kagaz pe likh diya naam mujhe badnam kiya

topi wale ne haye re topi wale ne

Explore this song