Roman script

tuti phuti dhadkano ki dekho ho gayi shuru phir se kahani

tukdo me hai phir tera dil layi hai kaha tujhe teri nadani

jise apna tha samjha she is gone 

jise apna tha jaana she is gone

jise dil de diya dhadkane wo churake chali 

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai

hafta hafta hota hai jo phir ho gaya hai 

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai, are kya kahe kise kahe

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai

hafta hafta hota hai jo phir ho gaya hai 

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai, are kya kahe kise kahe

tuti phuti dhadkano ki dekho ho gayi shuru phir se kahani

aankho me hai zara si aa gayi nami hai, le raha hai thandi aahe

o sari duniya me kuch to kami hai, andheri hai sari raahe

sun san teri baahe

teri thi jo maana she is gone

uski ho gayi jamanat she is gone

ab tho pinjre me kaid ho gayi meri har khushi

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai

hafta hafta hota hai jo phir ho gaya hai 

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai, are kya kahe kise kahe

tuti phuti dhadkano ki dekho ho gayi shuru phir se kahani

abhi jo yaha thi jane wo kaha hai, ho gaya hai kya na jane

mujh ko yu tahna chhod wo gayi hai, dil na jane kyu na mane 

are dil bhi kya jaane

jiska sapna sajaya she is gone 

duniya se bachaya she is gone

meri kismat me hi pyar likha nahi kahi

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai

hafta hafta hota hai jo phir ho gaya hai 

hafta hafta hota hai jo wo ho gaya hai, are kya kahe kise kahe

tuti phuti dhadkano ki dekho ho gayi shuru phir se kahani

Explore this song