Roman script

tute huye tute huye dil ki 
na suno ham se kahani
fariyad ki tasweer hai haye barbad jawani
dil tut chuka haye dil tut chuka
dil mein koi aash nahi hai 
ho bhi to kahi kis se kahu
paas nahi karti hai tujhe
karti hai tujhe yaad ashko ki rawani
fariyad ki tasweer hai haye barbad jawani
raste ka pta raste ka pta 
aur na manjil ka nisha hai
dil ko nahi malum dildar kaha hai 
dil ko nahi malum dildar kaha hai 
kis raah mein kis raah mein
kis kis bhala aa ke na jane
dil ko nahi malum dildar kaha hai 
sabkuch hai jamane mein 
sabkuch hai jamane mein hamara nahi koi
ab tere siwa aur sahara nahi koi
dil leke mera dil leke mera
tumne jara kadar na jani
fariyad ki tasweer hai haye barbad jawani

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Bekal, Sarshar Sailani