Roman script

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

main ho gayi sharabi

main ho gayi sharabi

main ho gayi sharabi

main ho gayi sharabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

aankho se dard barsa

har zakhm khil gaya hain

aankho se dard barsa

har zakhm khil gaya hain

ab khun mere dil ka

ashk me mil gaya hain

itni kharab hain

itni kharab hain

taqdeer ki kharabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

chahat ke dushmano ne yu mere dil ko toda

chahat ke dushmano ne yu mere dil ko toda

sharmo haya ka daman maine bhi aaj chhoda

ae logo maaf karna

ae logo maaf karna

ye meri behijabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

pee pee ke zindagi ko

pee pee ke zindagi ko

barbaad main karungi

barbaad main karungi

main chup nahi rahungi

fariyad main karungi

fariyad main karungi

insaan hu main koi

insaan hu main koi

kissa nahi kitabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

main ho gayi sharabi

main ho gayi sharabi

main ho gayi sharabi

main ho gayi sharabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

tuta ye dil ka shisha

sagar bana gulabi

tuta ye dil ka shisha

Explore this song