Roman script

tut gayi daali bikhar gaye tinke 

ab kaha basera apna 

chand ghira badali mein 

tare tut gaye 

kathin dagariya pag dole 

mere sathi chhut gaye

ab kaha basera apna 

na aankh hoti na koi chubhta 

na ranj hote na pyar hote 

kasam tumhari na tum pe marte 

na dil lagate na khwar hote 

chand ghira badali mein tare tut gaye

Explore this song