Roman script

sikwa gila kare na, kisi se kuch bole 

ek dusre se milke gale chalo role

majburiyo ki lo se sulgti hai jaan, apna dard koi jane na 

tut gaya dil tut gaya, sanso ka bandhan chhut gaya 

waqt bhi humse ruth gaya, sanso ka bandhan chhut gaya 

tut gaya dil tut gaya

humne tumse pyar kiya hai, sab kuch tumpe war diya hai

tum jano na 

tum ho dhadkan, tum zadgani, tumse zudhi hai sari kahani

tum mano na, kis modh pe chale aaye, tumhe kho sake na paye,

hum chahke bhi tumse mil sake na

tut gaya dil tut gaya

ab koi arma nahi hai, jism to hai par jaan nahi hai 

kya aalam hai

charo tarf hai yado ke mele, tum tanha ho hum hai akele

kya gam hai 

kahna hai jo wo bhi na kah paye, khamosh bhi na rah paye

aawaj ban gayi hai bejuba

tut gaya dil tut gaya, sanso ka bandan chuhut gaya

waqt bhi hamse ruth gaya, sanso ka bandhan chhut gaya

sikwa gila kare na, kisi se kucha bole 

ek dusre se milke gale chalo role

majburiyo ki lo se sulgti hai jaan

apna dard koi jane na

Explore this song