Roman script

tufa utha hai dil mein

tufa utha hai dil mein

aisa to kyaa hain dil mein

tufa utha hai dil mein

aisa to kyaa hain dil mein

itna ujala kyun hain

itna ujala kyun hain

kuchh to jala hain dil mein

tufa utha hai dil mein

chehra bata raha hain

tu sochta hain dil mein

chehra bata raha hain

tu sochta hain dil mein

taarif hotho par hain

taarif hotho par hain

lekin gila hain dil mein

itna ujala kyun hain

itna ujala kyun hain

kuchh to jala hain dil mein

tufa utha hai dil mein

masjid mein jaa rahe ho

jab ke khuda hain dil mein

masjid mein jaa rahe ho

jab ke khuda hain dil mein

lab khol kar suna do

lab khol kar suna do

kya faisala hain dil mein

itna ujala kyun hain

itna ujala kyun hain

kuchh to jala hain dil mein

tufa utha hai dil mein

lab kyaa baya karenge

jaadu chala hain dil mein

lab kyaa baya karenge

jaadu chala hain dil mein

chehare pe gham hain zaahir

chehare pe gham hain zaahir

kuchh to chhupa hain dil mein

itna ujala kyun hain

itna ujala kyun hain

kuchh to jala hain dil mein

tufa utha hai dil mein

tufa utha hai dil mein

tufa utha hai dil mein

Explore this song