Roman script

tu hai bhatakta jugnu koi mai to andhere ki hu pari

ho tu hai awara tufan koi mai udta huwa tinka sahi

aj apna milan ho gaya

kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya 

bahon me leke mujhko sikha de sang me tere nach lu

sab dar mere aaj bhula de indra dhanush chhu lu

jaise koi mor hai nache pehli baharo me

mayak panchchi sehma sehma pehli udan bhare

tune mujhe udna sikhla diya kaisa hasin ye jadu kiya

kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya 

kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya 

tu hai bhatakta jugnu koi mai to andhere ki hu pari

ho tu hai awara tufan koi mai udta huwa tinka sahi

aj apna milan ho gaya

kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya 

kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya 

tu hai bhatakta jugnu koi mai to andhere ki hu pari

Explore this song