Roman script

toot gaya dil ab kya gaoon 

toot gaya dil ab kya gaoon 

ek andhera chhaya hai 

bolo tum kya 

kabhi kisi ne 

bolo tum kya 

kabhi kisi ne

toota saaj bajaya hai 

toot gaya dil

aks nahi hai aankho me 

ye moti hai 

aaj mano ki ye moti hai 

aaj mano ki

yaad kisi ki 

yaad kisi ki aayi hai 

dard se dil bhar aaya hai 

bolo tum kya 

kabhi kisi ne

toota saaj bajaya hai 

toot gaya dil

kahan wafa hai 

kahan mohbbat 

dhokha hai sab dhokha hai 

dhokha hai sab dhokha hai 

nasamjha dil 

nasamjha dil 

hay nasamjha dil 

kitna hi samjhaya 

bolo tum kya 

kabhi kisi ne

toota saaj bajaya hai 

toot gaya dil

Explore this song