Roman script

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana 

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana 

kisko ab sunau main 

kisko ab sunau main 

dard ka ye afsana 

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana 

ho gayi galat faimi 

main nahi hu begana

ho gayi galat faimi 

main nahi hu begana 

main to tera jane man 

main to tera jane man 

aaj bhi hu diwana 

ho gayi galat faimi 

main nahi hu begana 

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana

is jahan ki ragini 

tujhpe is kadar chhai 

bhulkar tuhe meri 

yaad bhi nahi aai  

is jahan ki ragini 

tujhpe is kadar chhai 

bhulkar tuhe meri 

yaad bhi nahi aai  

raaho ko teri takte 

pathra gayi hain ankhe 

solo me dhal gayi hain 

seene ki sari aahe 

seene ki sari aahe 

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana

hoti kya hai majboori 

kash tum samajh jati 

bewafai ka ilzaam

fir nahi laga pati 

hoti kya hai majboori 

kash tum samajh jati 

bewafai ka ilzaam

fir nahi laga pati 

pardesh me akela 

mar mar ke ji raha hu 

apne lahu ke aansu 

din raat pi raha hu 

din raat pi raha hu 

ho gayi galat faimi 

main nahi hu begana

main to tera jane man 

main to tera jane man 

aaj bhi hu diwana 

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana

kisko ab sunau main 

kisko ab sunau main 

dard ka ye afsana 

tod kar mere dil ko 

ban gaya tu begana

Explore this song