Roman script

maine kaha 
maine kaha ae ae sang dil, ae ae tang dil 
tang dil pahle se thi, kapde bhi ho gaye tang 
rang ye fashion ke hay hay jiya balkhaye 
rah gaye ham dang 
titaliyo se kah do 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de 

apne hindustan ko london banana chhod de 

hay haye tevar hain pariyo jaise, kitani magrur hain 
inse puchho to akhir kis jannat ki hur hain 
haye tevar hain pariyo jaise, kitani magrur hain 
inse puchho to akhir kis jannat ki hur hain 
hamko ye jhuthe nakhre oye nakhre pe nakhre 
hamko ye jhuthe nakhre yun dikhana chhod de 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de
har dil pe julm dhana, inka to kaam hain 
ye kya jaane mohabbat, kis chidiya ka naam 

dil ka lagana sikhe, are bhai hamse sikhe 
dil ka lagana sikhe, dil jalana chhod de 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de
o ho la la la 
chhappan chhuri bahattar pench, laaj sharm sab diya hain bech 

bijali bankar aati hain, raste me takrati hain 
apni bhul kabul kare na, ulte aankh dikhati hain 
itna masoom chehra, dil to beimaan hain 
inko bharam hain duniya, inpar hi kurbaan hain 
chehre pe nakli chehra, are bhai nakli chehra 
chehre pe nakli chehta, yun lagana chhod de 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de
apne hindustan ko landan banana chhod de 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de 
titaliyo se kah do, fashion sajana chhod de

Song details

Song video

Watch on YouTube