Roman script
tera himalaya aakash chhu le behti rahe teri ganga
uncha ho itna, itna buland ho taaron ko choomein tiranga
maa se hai maati maa se hai maatha
maathe pe maati saza ke chalein
maaye chalti rahe bekhauf hawa ye
lehra ke jhoomein tiranga
aazad rahe, aabaad rahe tu taaron ko choomein tiranga
maaye tere liye mar mitenge tere bete na pichhe hatenge
jab tujhpe aanch aaye humein tu pukaar lena
balidaan ka bahaana humein baar baar dena
yeh jo jaan vaan hai tere saamne kya hai
koyi shoorveer hi praan daan deta hai
maa se hai maati maa se hai maatha
maathe pe maati saza ke chalein
maaye chalti rahe bekhauf hawa yeh
lehra ke jhoomein tiranga
aazad rahe, aabaad rahe tu
taaron ko choomein tiranga
jhoomein haan jhoomein tiranga
taaron ko haan choomein tiranga
Explore this song