Roman script

tip tip barsa pani

tip tip barsa pani pani ne aag lagayi

aag lagi dil me to dil ko teri yaad aayi

teri yaad aayi to jal utha mera bhiga badan

ab tum hi batao sajan main kya karu

naam tera mere labo par aaya tha

naam tera mere labo par aaya tha

maine bahane se tumhe bulaya tha

jhumkar aa gaya savan main kya karu

tip tip barsa pani pani ne aag lagayi

aag lagi dil me to dil ko teri yaad aayi

teri yaad aayi to jal utha mera bhiga badan

ab tum hi batao sajan main kya karu

duba dariya me khada main sahil par

duba dariya me khada main sahil par

tu bijali bankar giri mere dil par

chali aisi yeh pagal pavan main kya karu

tip tip barsa pani pani ne aag lagayi

aag lagi dil me jo to dil ko teri yaad aayi

teri yaad aayi to chha gaya mujhpe diwanapan

mere bas me nahi mera man main kya karu

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song