Roman script
chahte hai tumse itna sanam thoda tum badlo thoda ham chahte hai tumse itna sanam thoda tum badlo thoda ham aaj ham tum aise mile do moje jaise mile kuch hone laga, kya ye hone laga chahte hai tumse itna sanam thoda tum badlo thoda ham chahte hai tumse itna sanam thoda tum badlo thoda ham aaj ham tum aise mile do moje jaise mile kuch hone laga, kya ye hone laga ek mutti aakash ko chu le ek mutti aakash ko chu le chutki bar ehsaas ho ek bund pe aakar simate ham dono ki pyas ho ek bund par aakar simate ham dono ki pyas ham dono ki pyas aao ham tum aise mile do pyase jaise mile kuch hone laga, kya ye hone laga thodi thodi khushiya apni thodi thodi khushiya apni naye naye ye rang ho ye choti si duniya lekar aaj chale ham sang ye choti si duniya lekar aaj chale ham sang aaj chale ham sang aao ham tum aise mile dharti aakash jaise mile kuch tum bhi kaho kuch hum bhi kahe chahte hai tumse itna sanam thoda tum badlo thoda ham chahte hai tumse itna sanam thoda tum badlo thoda ham
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Thoda Tum Badlo Thoda Hum (2004)
- Composer: Amar Mohile
- Lyricist: Ibrahim Ashq
- Actor: Arya Babbar
- Actor: Shriya Saran
- Actor: Nishigandha Wad
- Actor: Ashok Saraf
- Actor: Shoma Anand
- Actor: Jaspal Bhatti
Song video
singer: Udit Narayan, Alka Yagnik