Roman script

thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak

thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak  

thoda kaliyo ka ras jab milaya gaya

tab ye mera badan janeman, banaya gaya banaya gaya

thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak

koyi mujhsa yaha khubsurat nahi

mujhe gehno ki koyi jarurat nahi

ho chand ki chandni bhi madham lage

koyi bhi ho mere samne kam lage

thoda thoda mehka gulab, thodi thodi chhalki sharab

thoda kaliyo ka ras jab milaya gaya

tab yeh mera badan janeman banaya gaya

jo mujhe dekhle dekhta hi rahe

mere bare me woh sochta hi rahe

ho ab mujhe apni baho me bharle sanam

pyar tu mujhse ji bhar ke karle sanam

thoda thoda thoda hijab, thodi thodi masti shabab

thoda kaliyo ka ras jab milaya gaya

tab ye tra badan janeman, banaya gaya banaya gaya

thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak

thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak

thoda thoda sone ka rang, thodi thodi thoda thoda

Explore this song