Roman script

thoda thoda besabar hai bekhabar hai jo dil hai tera mera

thoda thoda hosh uda hai gumshuda hai jo dil hai tera mera

jab se mai tujh se mila hu tabhi se to mai khoya sa rehta  hu

tabhi se to hai tapish ye khalish ye khaumari

piya piya na mane mera jiya 

jiya jane kaha ye le chala mai janu na 

piya piya na mane mera jiya 

jiya jane kaha ye le chala mai janu na 

har ek pal shakl badal ke mujhe dikha rahe hai kal ke

dekho na khwab hai kal ke dekh lo aasman se mai fisal ke 

teri baho me rahu pighal ke aaj ki ye raat hai 

kal kya jane ho dil ne irada kiya hai

aankho se koi ishara de diya hai 

kaisi ho rahi tapish ye khalish ye khaumari 

piya piya na mane mera jiya 

jiya jane kaha ye le chala mai janu na 

piya piya na mane mera jiya 

jiya jane kaha ye le chala mai janu na 

dil to sambhal raha hai ab kyu behoshiya khili hai ab tu

baho me ab tu ye karvate band le jara thahar ke sun jo mai kahu

najdikiyo me ghul ke ab tu sanso ki aahate than le

jaan le pehchan le jo hua hai sach hai ya ho raha koi gunah hai

kaisi ho rahi tapish ye khalish ye khaumari

piya piya na mane mera jiya 

jiya jane kaha ye le chala mai janu na 

piya piya na mane mera jiya 

jiya jane kaha ye le chala mai janu na 

piya piya na mane mera jiya 

jiya jane kaha ye le chala mai janu na

Explore this song