Roman script

mohabbat jo usne banai na hoti 

mohabbat jo usne banai na hoti 

jaha me khuda ki khudai na hoti 

jaha me khuda ki khudai na hoti 

mohabbat jo usne banai na hoti 

mohabbat jo usne banai na hoti 

mohabbat jo usne banai na hoti 

mohabbat jo usne banai na hoti 

chhu lene ki thodi lagan

pa lene ki thodi agan

betabi ki thodi chubhan

thoda sa pyar thoda karar

thoda sa chain thodi bahar

thoda sa pyar thoda karar

thoda sa chain thodi bahar

aur humein jine ko kya chahiye

thoda sa pyar thoda karar

thoda sa chain thodi bahar

aur humein jine ko kya chahiye

thoda sa pyar thoda karar

thoda sa chain thodi bahar

baahe teri mera jahan

tere siva kya hain yaha

pyara mujhe tu is tarah

lage jism ko ja jis tarah

baahe teri mera jahan

tere siva kya hain yaha

pyara mujhe tu is tarah

lage jism ko ja jis tarah

labo ko thodi labo ki narmi

badan ko thodi badan ki garmi

labo ko thodi labo ki narmi

badan ko thodi badan ki garmi

aur humein jine ko kya chahiye

thoda sa pyar thoda karar

thoda sa chain thodi bahar

nahi hain sanam khuda se tu kam

ibadat teri karte hain hum

rab ki bhi dil na hasrat kare

yu hi samne agar tu rahe

nahi hain sanam khuda se tu kam

ibadat teri karte hain hum

rab ki bhi dil na hasrat kare

yu hi samne agar tu rahe

dil ke liye thoda dil ka sahara

rup me tere thoda rab ka najara

dil ke liye thoda dil ka sahara

rup me tere thoda rab ka najara

aur humein jine ko kya chahiye

thoda sa pyar thoda karar

thoda sa chain thodi bahar

aur humein jine ko kya chahiye

thoda sa pyar thoda karar

thoda sa chain thodi bahar

Explore this song