Roman script

thoda sa pyar hua hai, thoda hai baki
thoda sa pyar hua hai, thoda hai baki
hum to chahenge tujhe
hum to chahenge tujhe, jab talak jan hai baki
pyar humne kiya hai, pyar tumne kiya hai
yaar phir imtihan kyon, zamane ne liya hai
pyar humne kiya hai, pyar tumne kiya hai
yaar phir imtihan kyon, zamane ne liya hai
sath hum denge tera 
sath hum denge tera, tujhse vada hai sathi
dard jitna milega, pyar utna badhega
apni chahat ke aage, ye zamana jhukega
dard jitna milega, pyar utna badhega
apni chahat ke aage, ye zamana jhukega
dil se dil mil hi gaye, 
dil se dil mil hi gaye, apna milna hai baki

Song details

actor: Sohail Khan, Sameera Reddy, Kabir Bedi, Dalip Tahil

lyricist: Faiz Anwar, Praveen Bhardwaj