Roman script

ho poster se laga tha ye hai adult picture

film dekh jana ye hai dharm picture

ho jungli jawani buldoger nikli aaye

hand pc ki meri baatli gaye

ayashi mein pad gaye lene ke dene

aisa kyun liya risk

thoda lutf thoda thoda ishq thoda

thoda lutf thoda ishq thoda lutf thoda ishq

kyun ho no ball pe out lag jaye apna bhi six

thoda lutf thoda ishq

brake fail aunty ka screw thoda loose hai

uda unka fuse aur ye confused hai

aaina dekhe to aaine ki fatt jati hai

buddah ghodi dekho miss india banna chahti hai

ye ishq ke naam pe kode hain

beauty ke naam pe fode hain haye

ye ishq ke naam pe kode hain

beauty ke naam pe fode hain

bhadde bhadde chehro mein

bhar bhar ke pimple jode hain haye

are ghode banne aaye aur bann gaye khachhar

life mein hua hai aisa bhassad

armano ki flight crash hoti jaye

irritate kare wo jaise kaan mein machhar

marwate rahenge ab sham savere

kabhi dumble kabhi push up na lutf na ishq 

na lutf mila na ishq na lutf mila na ishq 

life jhand ho gayi aisa le liya hai risk

na lutf mila na ishq 

dudh malai bin dahi jamaye ja

bhains ke kano mein been bajaye ja 

main luta pita sa lattu hu bojha dhoye wo tattu hu

main luta pita sa lattu hu bojha dhoye wo tattu hu

ishq ke naam pe sattu hu shaadi ke naam pe fattu hu, hye

hoye hoye hoye hoye hoye hoye hoye hoye

romance hota jaye haye bada hi killer

gire mere upar wo banke chillar

ho nache mastiya apne hath uthaye

aaj maang lu maidona wo bhi mil jaye

handle karna sikh liya problem ya ho chics

thoda lutf thoda thoda ishq thoda

thoda lutf thoda ishq thoda lutf thoda ishq

life set ho gayi sadde hone ko hai ishq

thoda lutf thoda ishq hoye hoye hoye hurre

Explore this song