Roman script

haan ye dunne se dunne ke kadamon ko jaane kya huwa hai

main ruku par ruke na ye inpe chaaya ek nasha hai

ye nasha aisa gehara nasha kabhi dekha hi nahi tha

kya karun kya kahun aisa hoga maine socha hi nahi tha

ye mujhko jo huwa hai kya tumko bhi huwa hai

this beat is really thumping now get them pumping

everybody go o o o

abhi abhi yun laga hai ki raahon mein aayi har khushi hai

abhi abhi yun laga hai ki aankhon pe chaayi bekhudi hai

pal pal har pal jane mujhko lagta kyun naya hai

kahin main kahin dil kahin jaan mujhe kuch to ho gaya hai

ye mujhko jo huwa hai kya tumko ye pata hai

this beat is really thumping now get them pumping

jindagi to hai chaar dino ki par tujhko kya padi hai

phir na aau jaau phisalake ye kehati har ghadi hai

tik tik ye ghadi tik tik mein fasein to hum sabhi hai

matlab nahi hamein aisi baaton se hum to ajanabi hai

ye sach hai tum bhi jaano mera kehana tum bhi maano

this beat is really thumping now get them pumping

ye mujhako jo huwa hai kya tumko bhi huwa hai

this beat is really thumping now get them pumping

Explore this song