Roman script

superhero, superhero, superhero

haaye, haaye, haaye ho thaanye thaanye na goli maare

dhaanye dhaanye na entry maare

slow motion mei haddi tode naa

arey building se high jump na maare

neeche se dialogue na maare

high speed mei nache gaye naa

ho na koi multi-storey bangla na hai koi udan khatola

par superhero hai yeh pagla o wah re wah re wah re wah re

pad man pad man o padman

o yeh hai mad mad mad mad pad man pad man ho padman

o yeh hai mad mad mad mad

pad man hey hey o kaali kalkatte waali

bhabhi didi biwi saali poori ya aadhi ghar waali

ya ho maiya

item ho ya laaj ki moorat har naari ko iski zaroorat

dhanno ho ya munni ho ya sheila, laila

hey ho harkatein risky, risky fikar isey kiski, kiski

hai yeh namuna number one ziddi

kahe jo koi kuch bhi, kuch bhi

raah chale sach ki, sach ki

lagta hai yeh kudrat ki ghalti

haan bhaad mein jaaye re angreji

nahi chahiye imported degree

made in india hai yeh jigri

o wah re, wah re, pad man

pad man… o pad man o yeh hai mad mad mad mad pad man

pad man… pad man o yeh hai mad mad mad mad

pad man, man, man

Explore this song