Roman script

ek ho gaye ham or tum hamma hamma hamma

to ud gayi neende re hey hamma

ek ho gaye ham or tum to ud gayi neende re

aur khanaki paayal masti mein to kangan

ayy ayy ayy ya-ee-yeah ayy ayy ayy

ye pehali baar mili tum pe ye dam nikle

ham pe ye javaani dhire-dhire maddham machale re

hamma hamma hamma hamma hamma hey hamma hamma

hamma hamma hamma

mujhe dar is baat kaa hai bas

ke kahin naa ye raat nikal jaae

mere itane bhi paas tu aa mat

kahin mere haathon se naa baat nikal jaae

bolunga sab main, jo de tu ijazath

sabar bhi ab karne laga baghawat

zulfen hai zaalim or aankhe hai afat

lahtha hai hone vaalo hai kayamath

mat tadapaa aise tu tadapaa aise tu

na kar naisafi jo galati karne vaala hoon mai

uske liye pehle se hi maangata hoon maafi

ayy ayy ayy ayy ayy ayy

khili chandani jaisaa ye badan jaanam mila tumko

man mai sochaa tha jaisaa rup tera

aaya nazar hamko sitam khuli-khuli ye

ye bahen karti hai yoon hamen tumne jab gale lagaaya

to kho hee gaye hum

hamma hamma hamma hamma hamma

hey hamma hamma hamma hamma hamma

ek ho gaye ham or tum hamma hamma hamma

to ud gayi neende re

Explore this song