Roman script

dilkashi aur dilbari

uski hai jadugari oh oh

dilkashi aur dilbari

uski hai jadugari oh

jiski aankhi hai taare

thera jis pal hai saare

ae dil ye sach hai kya

aaj wo hai aa hi gaya

zara dil ko thaam lo naam lo

keh bhi do hai kaun

aa gaya aa gaya laut ke dekho don

jo na samjha koi main wohi raaz hu

jo kisi ka nahi hai wo andaaz hu

jo na samjha koi main wohi raaz hu

jo kisi ka nahi hai wo andaaz hu

main samundar se gehra

main kahi kab hu thehra

main hu jaise dhuaan

ye dhuaan kahi hai rukta kaha

zara dil ko thaam lo naam lo

keh bhi do hai kaun aa gaya aa gaya

laut ke dekho don tu nahi hai dhuan

ik shola hai tu meri jaan

paas tere magar aaungi

tujh mein hi jalke mar jaongi

mujhko chaha to paaoge kya

main kaha jaaonga

mera kya hai pata

zara dil ko thaam lo naam lo

keh bhi do hai kaun

aa gaya aa gaya laut ke

dekho don dekho don

Explore this song