Roman script

chakh raha hun khushbuyein

juba se

sun raha hun nabzo me rawa-nazmi

dil sun ye sama hai

peeya maine dheeme se

kya hai hawa ka silapan

chhua aawaazo ko

saanso me gaate saazo ko

kehte hai pyaar andha hai

andha sa gorakh ye dhandha hai

lekin le ke is bandi ko

ye zamee aasma

khula sa sara, khula sa sara

Explore this song