Roman script

dambua baru ru aayo re

hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya

hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya

hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya

hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya

nagar nagar dagar dagar panghat bana diya

gori ka ghunghat utha diya

hey thadi hawao se gori ka ghunghat utha diya

barkha bahar barkha bahar

barkha bahar aayi barkha bahar

jane kis girdhan me likhi koi chhiti piya ke desh re

aayi purvayi aayi le ke preetam ka sandesh re

badal ne badal ne badal ne rut ko kajal laga diya

hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya

dambua baru ru aayo re

rimjhim fuhar rimjhim fuhar

rimjhim fuhar pade rimjhim fuhar

meri najar sab pe tujhe sabki khabar

par ye pata hai ke nahi

maine jo sawan se kaha

chupke se vo tune suna hai ke nahi

sawan se sawan se 

sawan se pahale man ne bata diya

sajan ko natkhat bana diya

hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya

mai baanwari mai baanwari

mai banwari hui mai banwari

uyi darr gayi bijali se ye maine chu liya tujhe

ye badi bhul hui

ek hi din ek hi pal ek hi jhonke me kali phul hui

sabnam ko sabnam ko

sabnam ko tumne shola bana diya

sajan ko natkhat bana diya

hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya

hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya

nagar nagar dagar dagar panghat bana diya

gori ka ghunghat utha diya

nagar nagar dagar dagar panghat bana diya

gori ka ghunghat utha diya

sajan ko natkhat bana diya

gori ka ghunghat utha diya

sajan ko natkhat bana diya

gori ka ghunghat utha diya

sajan ko natkhat bana diya

gori ka ghunghat utha diya

sajan ko natkhat bana diya

gori ka ghunghat utha diya

Explore this song