Roman script

tham tham tham khushiyo ke jam 
khushiya bulaye tujhe leke tera naam
kar wo irade duniya jhuka de 
waqt karega tabhi salam
tham tham tham khushiyo ke jam 
khushiya bulaye tujhe leke tera naam
kar wo irade duniya chuka de 
waqt karega tabhi salam
jina yahi hai jina
jina yahi hai jina
duniya to duniya hai iske rang hai bade nirale
iske rang me rang kar hi jite hai jine wale 
duniya to duniya hai iske rang hai bade nirale
iske rang me rang kar hi jite hai jine wale 
yahi jagha hai khoya kaha hai  
duba na gam me subho sham
tham tham tham khushiyo ke jam 
khushiya bulaye tujhe leke tera naam
kar wo irade duniya chuka de waqt karega tabhi salam
jina yahi hai jina jina yahi hai jina
are khel abhi to shuru hua hai ae dekh zara tu aage 
har tufa se takrayega ab ye tufa jake 
khel abhi to shuru hua hai ae dekh zara tu aage 
har tufa se takrayega ab ye tufa jake
duniya ke sang sang badlenge 
ab hum chahe ho kuch bhi anjam
tham tham tham khushiyo ke jam 
khushiya bulaye tujhe leke tera naam
kar wo irade duniya chuka de 
waqt karega tabhi salam
jina yahi hai jina jina yahi hai jina
jina yahi hai jina jina yahi hai jina
jina yahi hai jinajina yahi hai jina

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik