Roman script

thak se gaye hain kadam
thoda thahar jayein hum
thak se gaye hain kadam
thoda thahar jayein hum
hai raat baaki abhi
kuch pal ko so jayein hum
thak se gaye hain kadam
aane se rok lo subah ko koi
humko to roshni ki adat nahi
palkon ko hoti taqleef si
jaagne ki hame zaroorat nahi
thak se gaye hain kadam
thoda thahar jayein hum
hai raat baaki abhi
kuch pal ko so jayeion hum
thak se gaye hain kadam

Song details

Song video

Watch on YouTube