Roman script
thahra hai ye sama hum tum dono yaha chup chup hai ye jami chup chup hai aasma soya hai ye jaha jage hai dil jawa kuch kuch hua hai kya ha ha jara jara dhadkan ne kuch kaha kya tune wo suna mera koi na tha maine tujhe chuna dhalne ko raat hai dar ki kya baat hai sanso me jhul ja dunia ko bhul ja thahra hai ye sama ham tum dono yaha chup chup hai ye jami chup chup hai aasma chahat me kya mila mangi thi jo dua hum tumko pa gaye jannat me aa gaye rukte hai kyu kadam ghabra rahe hai hum ghabrana kaisa ji sharma rahe hain hum kyu aankhan band hai kya hum pasand hain ab aa bhi ja sanam kuch na kahenge hum
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Auzaar (1997)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Salman Khan
- Actor: Sanjay Kapoor
- Actor: Shilpa Shetty
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Johny Lever
- Actor: Nirmal Pandey
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Jeetu Verma
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Vikas Anand
- Actor: Mukesh Rawal
- Actor: Pinky
Song video
singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
actor: Shilpa Shetty, Sanjay Kapoor