Roman script

teri meri meri teri dheere dheere ankh ladi
ankh ladi ban gayi baat oye sun chhora o sun chhori
hum or tum mile pyaar ke ye phool khile
phool khile din or raat oye sun chhora o sun chhori
pyaar ki baate ye mulaakate 
tumko kasam hai meri bhool nahi jaana
oye sun chhora o sun chhori
teri har adaa ne sanam chori chori 
kiya mere dil pe woh jaadu
ude hosh mere deewani hui 
main kya dil pe nahi mere kaabu
pyaar ke waade pyaar ki rasme
tumko kasam hai meri bhool nahi jaana
oye sun chhora o sun chhori
teri meri meri teri dheere dheere ankh ladi
ankh ladi ban gayi baat oye sun chhora o sun chhori
hawaye fizaye ye jharne ye baadal
baharon ka rangeen mousam
humare tumhare dilo ki kahani
kahega ye duniya se jaanam
sapne dikhake apna banake
tumko kasam hai meri bhool nahi jaana
oye sun chhora o sun chhori
teri meri meri teri dheere dheere ankh ladi
ankh ladi ban gayi baat oye sun chhora o sun chhori
hum or tum mile pyaar ke ye phool khile
phool khile din or raat oye sun chhora o sun chhori

Song details

singer: Udit Narayan, Alka Yagnik