Roman script

teri zaat hai akbari sarwari

meri hi baat kyu der itni kari

meri hi baat kyu der itni kari

tera naam hai akbar parwardigaar

teri rahmaton ka nahi kuchh shumaar

tu chahe to ho ?

meri hi baat kyu der itni kari

teri zaat hai akbari sarwari

meri hi baat kyu der itni kari

suna tha mohabbat me tera nur hai

tera nur kyu aaj majbur hai

tu chaahe to sukhe bhi kar de hari

meri hi baat kyu der itni kari

teri zaat hai akbari sarwari

nigaaho me aansu, duaao me aansu

fijaao me aansu, hawao me aansu

ae duniya meri aansu se bani

meri hi baat kyu der itni kari

Explore this song