Roman script

meri khidaki par jab shaam dhale 

aankhe nam kahi dil na lage 

teri yaaden yaaden teri yaaden aati hain 

suraj ki dastak par 

teri kud me lu angdaiyan 

hawaaon pe lahraye, mithi mithi madham loriyan 

kho jaaun teri dhun par main 

harsu hi tujhko paaun main 

teri aankho se dekhi hai ye duniya 

teri yaaden yaaden teri yaaden aati hain 

teri yaaden yaaden teri yaaden aati hain 

chain do jahan ka, teri god me maine paya 

armaan ko udaao, ummid ko teri chhaya 

andhero me sambhlna tujhse hi maine sikha 

aur sikha hain tujhse hi chalna 

teri yaaden yaaden teri yaaden aati hain 

teri yaaden yaaden teri yaaden aati hain

Explore this song