Roman script

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

kuch baatein aati hai

dil mein talab hai lab pe taraana

kisiki talaash mein ye gujare zamana

kal hai kahan to pal ka bahana

nahin tha yaki ham huye to ravana

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

kuch baatein aati hai

duniya ke rasto mein

ek hai jariya, ek hai jariya

kahta deewana ye sun to le

dariya se ja mili hain

kitni hi nadiyaan, kitni hi nadiyaan

kahta deewana ye sun to le

aisa sama bhi na dekha hai

mausam ye behka aur mehka hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

kuch baatein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

kuch baatein aati hai

kai rang mein dhala hai koi paimaana

kahin aasman jhuka hai

zameen hai saraana

inhi raah se gujarte hum rozana

kis ka pata liye hum chale kis thikana

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

kuch baatein aati hai

dil hai nadaan apna

kahti hai duniya, kahti hai duniya

kaisa deewana ye sun to le

humse hairan duniya 

kaisi nagariya, kaisi nagariya

kahta deewana ye sun to le

dheere dheere ab ye sahna hai

aankhen bichhaye ab rahna hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

kuch baatein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

teri yaadein aati hai

Explore this song