Roman script

teri yad jab ati hai meri ankh bhar jati hai

hum to bichde u mil mil ke khwab tuten hain is dil ke

yehi gum mujhe satayega phir tu laut ke na ayega

phir bhi tere ane ka intezar karta hun

pyar sirf tumse pyar sirf tumse pyar karta hun

maine vada to nibhaya tha socha kabhi na sataya tha

phir bhi jane anjane mein kahin

tera dil to na dukhaya tha

kaisa dastur hai jana sab kuch jan ke hai sab sehna

yar tujhpe main ye jan nisar karta hun

pyar sirf tumse pyar sirf tumse pyar karta hun

sunle sada sunle sada sunle sada

sunle sunle sunle sada sunle

teri sehmi sehmi baton mein

khoya chand mulakato mein aye nazar vo sare makam

tera pata yad hai na namye dil tujhe na bhulayega

kya tu phir se laut ayega

main to khud ko bakarar bar bar karta hun

pyar sirf tumse pyar sirf tumse pyar karta hun

pyar sirf tumse pyar sirf tumse

Explore this song