Roman script

aaj kyu aankh bhar aayi 

aaj kyu teri yaad aayi, teri yaad aayi 

aaj kyu teri yaad aayi, teri yaad aayi 

apne hatho ki lakiro se tera naam mita ke

tere chehre ko apne dil ke aaiyne se hata ke

aaj kyu aankh bhar aayi 

aaj kyu teri yaad aayi, teri yaad aayi 

tu har ghadi har din mere sath rahta hai

kahta ahi pagalpan pyar aisa hota hai

sham aayi dard layi

aaj kyu aankh bhar aayi 

aaj kyu teri yaad aayi, teri yaad aayi 

mere aansu tumko kabhi diwana sa karte the

wo bhi din the jab tum dhadkan me rahte the

sah na paye ye judai

aaj kyu aankh bhar aayi 

aaj kyu teri yaad aayi, teri yaad aayi 

rahte ho tum yahi mere pass nahi aate ho

mujhe jaankar bhi tum anja se gujar jate ho

laut aayi ye tanhayi

aaj kyu aankh bhar aayi 

aaj kyu teri yaad aayi, teri yaad aayi 

teri yaad aayi

Explore this song