Roman script

teri yaad aaye teri yaad aaye teri yaad aaye 
aaja sajanwa aaja sajanwa aaja 
aaja teri yaad aaye 
main nishani ko teri sine laga ke 
main nishani ko teri sine laga ke 
aasha ke jhute bahane banake 
aasha ke jhute bahane banake 
rote huye dil ko deti dilasha 
vo lout aaye vo lout aaye 
aaja sajanwa aaja sajanwa aaja 
aaja teri yaad aaye 
duniyan hai kahati ke kal chand nikale
duniyan hai kahati ke kal chand nikale
mujhe kya khushi chand nikale na nikale
mere din hai kale meri raat kali
mere din hai kale meri raat kali
mere chand tu phir nikal kyun na aaye 
mere chand tu phir nikal kyun na aaye 
aaja aaja teri yaad aaye 
main hosh mein hun behosh bhi hun
main hosh mein hun behosh bhi hun
tera naam leti khamosh hun
piya meri khamoshi tujhko bulaye
piya meri khamoshi tujhko bulaye
bina tere mujhko nahi chain aaye 
bina tere mujhko nahi chain aaye 
aaja aaja teri yaad aaye 
teri yaad aaye

Song details