Roman script

teri yaad aaye sawariya teri yaad aaye sawariya

jiya jiya ghabraye sawariya jiya jiya ghabraye sawariya

teri yad aaye sawariya teri yad aaye sawariya

pee kahti hu mai peetam ki pee kahti hu

mai peetam ki

har waqt kahani  kahti hu mai peetam ki

dil deke kharidi hai anmaol nishani

dil deke kharidi hai anmaol nishani

phir kyu kyu tadpaye sawariya kyu tadpaye sawariya

teri yad aaye sawariya teri yad aaye sawariya

ek nadi ki dono lahre idhar udhar takraye

aisa jhoka hawa ka aaye aapas me mil jaye

mohe mohe mil jaye sawariya mohe mil jaye sawariya

teri yad aaye sawariya teri yad aaye sawariya

jiya jiya ghabraye sawariya jiya jiya ghabraye sawariya

teri yad aaye sawariya

Explore this song