Roman script

teri pyari pyari batein 
teri pyari pyari batein mujhe achchhi lagti hai
tujhse ye mulakatein mujhe achchhi lagti hai
ye sapno ki baratein 
ye sapno ki baratein mujhe achchhi lagti hai
ab sab din aur sab ratein mujhe achchhi lagti hai
pyar mein tere sau nakhare hain
aur nakharon mein pyar bhara hai
pyar mein tere sau nakhare hain
aur nakharon mein pyar bhara hai
honto par inkar hai lekin ankhon mein ekrar bhara hai
ye teri chanchal ghatein  
ye teri chanchal ghatein mujhe achchhi lagti hai
tujhse ye mulakatein mujhe achchhi lagti hai
ye sapno ki baratein mujhe achchhi lagti hai
ab sab din aur sab ratein mujhe achchhi lagti hai
dekho khushi to hogi mujhko jo 
tum wada karke aao tum wada karke ao 
dekho khushi to hogi mujhko jo 
tum wada karke aao tum wada karke ao 
par jyada khush hungi main jab bin wade tum aa jao
bin mausam ki barsatein  
bin mausam ki barsatein mujhe achchhi lagti hai
ab sab din aur sab ratein mujhe achchhi lagti hai
teri pyari pyari batein mujhe achchhi lagati hai
tujhse ye mulakatein mujhe achchhi lagti hai
ankhon par vishwas na aaye tujhko aisa roop mila hai
main bhi hoon teri dil bhi hai tera
roop agar hai wo bhi tera hai
tere husn ki ye saugatein
tere husn ki ye saugatein mujhe achchhi lagti hai
tujhse ye mulakatein mujhe achchhi lagti hai
ye sapno ki baratein mujhe achchhi lagti hai
ab sab din aur sab ratein mujhe achchhi lagti hai
teri pyari pyari batein 
teri pyari pyari batein mujhe achchhi lagti hai
ab sab din aur sab ratein mujhe achchhi lagti hai

Song details

singer: S P Balasubramaniam, S Janaki