Roman script

teri pooja karu tujhe pooja kahu, dono ka hi ek naam hai  
kuch bhi karu kuch bhi kahu, achha lagta hai 
meri pooja karo chaahe pooja kaho
tere pyar ko mera salaam hai 
kuch bhi kaho kuch bhi karo, achha lagta hai ho o
teri pooja karu tujhe pooja kahu
jo suhagan ka sindur se hai, wo nata hai mera tumhara 

liye saat janmo ke phere, ye bandhan amar hai humara
meri pooja karo chaahe pooja kaho 
tere pyar ko mera salaam hai 
kuch bhi kaho kuch bhi karo, achha lagta hai ho o
teri pooja karu tujhe pooja kahu  
tum bolo juda kaise hoga, nadi se nadi ka kinara

ki jab tak jamee aasmaa hai, ye lenge janam hum dobaara 
teri pooja karu tujhe pooja kahu, dono ka hi ek naam hai  
kuch bhi karu kuch bhi kahu, achha lagta hai 
meri pooja karo chaahe pooja kaho
teri raaho me honge jo kaate, mai palko se chun lungi saare 

isi aasare pe chale hai, safar me tumhaare sahaare 
teri pooja karu tujhe pooja kahu, dono ka hi ek naam hai  
kuch bhi karu kuch bhi kahu, achha lagta hai 
meri pooja karo chaahe pooja kaho
tere pyar ko mera salaam hai 
kuch bhi kaho kuch bhi karo, achha lagta hai ho o
teri pooja karu tujhe pooja kahu
teri pooja karu, meri pooja karo 
tujhe pooja kahu, chaahe pooja kaho

Song details

singer: Anuradha Paudwal, Babla Mehta