Roman script

teri nindiya ko ho teri nindiya ko lag jaye aag re

ho aag re ho teri nindiya ko lag jaye aag re

ho aag re ho mujhe nind nahi aaye 

soye arman sab jag uthe hai tu bhi jag re

tu bhi jag re ho teri nindiya ko lag jaye aag re

ho aag re

pahucha nahi hu manjil talak mai

pahucha nahi hu manjil talak mai

barso se mai chal raha hu

baitha hu kab se panghat pe pyasa

sawan me bhi jal raha hu

sun premi ka deepak rag re ho rag re

ho teri nindiya ko lag jaye aag re ho aag re

bahar khili hai rut chandani ki

bahar khili hai rut chandani ki

andar andhera hai gahara

kahe lagaya gore badan pe ye kale balo ka pahra

aisi dil tod ke mat bhag re mat bhag re

ho teri nindiya ko lag jaye aag re ho aag re

itna jaruri kya kam tha ha itna jaruri kya kam tha

jo nindiya se mujhko jagaya

are kuch tha kuch tha kuch tha

magar bhul kya tha bhul baitha

ha ha ha yad aaya yad aya

yaha dekha hai maine kala nag re kala nag re

ho teri nindiya ko lag jaye aag re lag gayi

Explore this song