Roman script

teri najar se main najar char karunga

teri najar se main najar char karunga

aaj mein ji bher ke tujhe pyarr karunga 

aaj mein ji bher ke tujhe pyarr karunga 

aaj mein ji bher ke tujhe pyarr karunga

teri najar se main najar char karunga

teri najar se main najar char karunga

aaj mein ji bher ke tujhe pyarr karunga sunle 

aaj mein ji bher ke tujhe pyarr karunga 

aaj mein ji bher ke tujhe pyarr karunga 

aaj mein ji bher ke tujhe pyarr karunga 

jab main tirchi najro se vaar karungi

jab main tirchi najro se vaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi 

janeman jane ada janu janu dil tujhpe fida 

dekh mousam hain hasin aa jra paas to aa

a sunle dar dar ke kada rab tu mujhse na badha 

apni oukat me rhe pyar mujhse na jata 

aaj dildar karun aa najar char karun

apni chahat ka sanam tujhse ekrar karun

havas ka shikar na kar batein bekar na kar 

jhuti chahat ka kabhi mujhse ijhaar na kar

jhuti chahat ka kabhi mujhse ijhaar na kar  

jhuti chahat ka kabhi mujhse ijhaar na kar 

varna tujhpe fir mein atyachar karungi

varna tujhpe fir mein atyachar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi 

sunle o banke chhaila main nahi koi laila

tujhko main jaan gyi tera tan man hain maila

a meri jane chaman a meri shola madan

dekhkar tera saba lag gyi tan me agan

mujhpe youn dore na dal our juban apni sambhal

aarzoo meri na kar dil se hasrte ye nikal

dekh majboor na kar khudse you door na ka 

shisha ye sabre mera is tarah choor na kar

shisha ye sabre mera is tarah choor na kar

shisha ye sabre mera is tarah choor na kar

varna bahaon ko gle ka har karunga

varna bahaon ko gle ka har karunga

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

tera dildar hun main ashiq ke jaar hun main 

pyaar mein tere sanam kab se bimar hun main 

a khavas ka shikar hain tu yi yaar hai tu 

janti hain mein tujhe jitna makkar hain tu 

kar ykin mera sanam tod mat mera bharam 

ab sha jata nahi kuch to kah mujhpe

raham hat karlun me tera yakin

itni pagal mein nahi rasta naap jara 

bhaag ja or kahin rasta naap jara

rasta naap jara bhag ja our kahin 

varna sihtam tujhpe bsivaar karungi

varna sihtam tujhpe bsivaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi 

suno makkare jhan band kar apni juban

teri fitrat hain buri jaane ye sara jahan 

tera shanai hun mein ranjhe ka bhai hun mein 

koun kahata hai bhala bada harjai hun main 

a shan se na bta chal tu apni sudhar

chodiye rahe khta aadtein tu apni sambhal

faislan jo hain atal tu na payega badal 

gungunaunga jarur tujhko a jane gajal

gungunaunga jarur tujhko a jane gajal 

gungunaunga jarur tujhko a jane gajal 

tujhse apni gajalo ka shingaar karunga

tujhse apni gajalo ka shingaar karunga

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

kis liye tu hai khafa mujhko itna to bta 

kya kisi our ko to dil nahi tune diya 

besarm o behaya kah diya tune ye kya 

lagta hain aaj teri aane vaali hain khja 

sunle o tina rani you na kar aana  tani

apne is raja ke tu jaldi se banja rani 

hat name hain mera tina main hun allar hashina

mujhse agar uljhe raja karungi muskil jina

mujhse agar uljhe raja karungi muskil jina   

mujhse agar uljhe raja karungi muskil jina   

hal tera main bura gaddar karungi

hal tera main bura gaddar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi raja  

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi

dil ki baton me na aa dil ka mat maan kaha 

dil to hain har jai dil ki bato ka hain kiya 

baat ko meri maano mujhko tum apna jaano 

mein hun tara hi raja tina mujhko pahachano

dekh aise na akad hadse tu aage na badh 

you na tina se ulajh touba kar kan pakad

a meri pyari tina dil mera tune chhina

sak nahi ishme jara tu hain anmol nagina

sak nahi ishme jara tu hain anmol nagina

sak nahi ishme jara tu hain anmol nagina

dekh dil apna tujhe dildar karunga

dekh dil apna tujhe dildar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga tina

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

mujhko aha tina rani dede apni jawani

a jao jao diwane varna jayega thane

gum nahi ishaka mujhko bus jara pyar dedo

hat pyaar jo mera lega jaan  vo apni dega

chodo takrar chodo aao dil se dil jodon 

jodlun dil mein kaise tum to ho aise vaise 

baat ko maan bhi lo mujhe pahachan bhi lo

baat sunti nahi mein var chunti nahin mein

baat sunti nahi mein var chunti nahin mein 

baat sunti nahi mein var chunti nahin mein 

sachhai ka aaj main ijhaar karungi

sachhai ka aaj main ijhaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi

jina marna main tera dushvaar karungi

teri najar se main najar char karunga

teri najar se main najar char karunga

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga janam 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga

jab main tirchi najro se vaar karungi

jab main tirchi najro se vaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi pagle

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi 

jina marna main tera dushvaar karungi

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga

jina marna main tera dushvaar karungi

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga

jina marna main tera dushvaar karungi 

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga

jina marna main tera dushvaar karungi

aaj mein ji bhar ke tujhko pyaar karunga

Explore this song