Roman script
mili nigah tujhse kaise mili kya kahiye haye ye aaj dekh liya hamne kayamat kya hai haye teri najar ne kiya kya ishara haye dil hamara raha na hamara are ye kya are kya gazab ho gaya haye teri najar ne kiya kya ishara haye dil hamara raha na hamara are ye kya are kya gazab ho gaya teri najar ne kiya kya ishara ye sahmi sahmi nigahe ye sahmi sahmi nigahe ye bahki bahki kuwari ada mathe pe chalka pasina kya pyar ki barsi pahli ghata mathe pe chalka pasina kya pyar ki barsi pahli ghata tune kaisi aankh milai kaise dil me aag lagai oye mai to mar gayi ram duhai mathe se ye pauch le re pasina is pyar me hoga mar marke jina are ye kya are kya gazab ho gaya are teri najar ne kiya kya ishara dil ko to kitna sambhala dil ko to kitna sambhala lekin chale jor dil pe kaha ye umar haye ye jawani gumrah kisko na karde yaha ye umar haye ye jawani gumrah kisko na karde yaha tera rup jiya tarsaye tera pyar bada tadpaye haye chain kahi na aaye diwane kya tere dil me samayi tune ye kya meri halat banai are tauba are tauba gazab ho gaya teri najar ne kiya kya ishara haye dil hamara raha na hamara are ye kya are kya gazab ho gaya teri najar ne kiya kya ishara
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Jaalsaaz (1969)
- Composer: G S Kohli
- Lyricist: Farooq Qaiser
- Actor: Dara Singh Randhawa
- Actor: Bambi
- Actor: Agha
- Actor: Bela Bose
- Actor: Madhumati
- Actor: Meenakshi
- Actor: Helen
- Actor: Nasir Husain
- Actor: Kishore Kumar
- Actor: Nana Palsikar
- Actor: Pran
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: Asit Sen
- Actor: Mala Sinha
Song video
singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle