Roman script

o ranna wale khan parothe hay te chadiya di aag na bale
hoy balle balle balle balle balle 
teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki 
are teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki 
biwiyo wale khaye parothe haye biwiyo wale khay
prothe aag na jale kawaro ki 
are teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
are yaro bana do hamko bhi dulha
yaro bana do hamko bhi dulha
apne bhi ghar mei jal jaye chulha 
apne bhi ghar mei jal jaye chulha 
deta hai taane bister hamara
are deta hai taane bister hamara
deta hai taane bister hamara
biwi bina hai mushkil gujara koi dva karo
koi dua halat hai buri bimaro ki 
hoy teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
hoy teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
haay jab tang karti hai ye jawani 
are jab tang karti hai ye jawani 
so jate hai pikar thanda pani  
so jate hai pikar thanda pani  
dushman hua ye ambar hamara 
jane kab aaye number hamara
jane kab aaye number hamara
kab hogi shadi khan babaji hum beghar banjaro ki 
are teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
hoy teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
humko bithao ghodo pe sathi
are humko bithao ghodo pe sathi
piche chalo tum banke barati 
piche chalo tum banke barati 
are le aaye chalke dulhan ki doli
le aaye chalke dulhan ki doli
khatiya pe khele aankh micholi
khatiya pe khele aankh micholi
log maje le aise kare hum surat dekho yaro ki
teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
hoy teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
biwiyo wale khaye parothe haye biwiyo wale khay
prothe aag na jale kawaro ki 
teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki
teri nahi meri nahi fariyad hai ye hajaro ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mahendra Kapoor, Amit Kumar