Roman script

teri nagariya na bhayi 
preet kiye pachhtai re 
sawariya preet kiye pachhtai 
teri nagariya na bhayi 
preet kiye pachhtai re 
sawariya preet kiye pachhtai 
tere mahal ki dekh diwali
maine apni duniya jala li
duniya jala li
tere mahal ki dekh diwali
maine apni duniya jala li
duniya jala li
preet ki holi manai
preet kiye pachhtai re 
sawariya preet kiye pachhtai 
teri nagariya na bhayi 
preet kiye pachhtai re 
sawariya preet kiye pachhtai 
main hu abhagan chhod chali re
apne sajan ki preet gali re
preet gali re
main hu abhagan chhod chali re
apne sajan ki preet gali re
preet gali re
jane kab ram milayi
jane kab ram milayi
preet kiye pachhtai re 
sawariya preet kiye pachhtai 
teri nagariya na bhayi 
preet kiye pachhtai re 
sawariya preet kiye pachhtai

Song details

Song video

Watch on YouTube