Roman script

teri meri teri meri teri meri kahani
teri meri teri meri teri meri kahani
kabhi udti mehak kabhi geeli fiza
kabhi pak dua kabhi dhup kadak 
kabhi chhaon naram kabhi sard hawa
teri meri teri meri teri meri kahani
teri meri teri meri teri meri kahani
teri meri teri meri teri meri kahani
teri meri teri meri teri meri kahani
tum se hi hai dil ki lagi tum se hi hai diwangi
tum se hi hai mera jahan tum se hi hai ye zindagi
jane tu jane ye dil aur jane khuda
jina mera mushqil hai hoke tumse juda
mere dil pe hai tere nishan tere bina hai adhura jahan
hai yahan koi tumsa kahan
kabhi udti mehak kabhi gili fiza
kabhi paak dua kabhi dhup kadak
kabhi chhaon naram kabhi sard hawa
teri meri teri meri teri meri kahani
teri meri teri meri teri meri kahani
teri meri teri meri teri meri kahani
teri meri teri meri teri meri kahani

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Hriday Gattani, Aditi Paul, Rahul Nambiar

actor: Sunil Shetty, Sudeep

lyricist: Astha Jagiasi, Sujeet Shetty