Roman script
teri meri yari ye dosti hamari teri meri yari ye dosti hamari bhagwan ko pasand hai, allah ko hai pyari teri meri yari ye dosti hamari teri meri yari ye dosti hamari bhagwan ko pasand hai, allah ko hai pyari ye teri meri yari ho roshan diwali ke diyo me, pyar hamara jagmagaye yaro ki yari ki ye shama, bujhe na kisi ke bujhaye ho roshan diwali ke diyo me, pyar hamara jagmagaye yaro ki yari ki ye shama, bujhe na kisi ke bujhaye tu mera yar hai mera dildar hai, janmo ka karar hai yar tera pyar hi hai jindagi hamari de tali ye teri meri yari ye dosti hamari ye teri meri yari ye dosti hamari bhagwan ko pasand hai, allah ko hai pyari ye teri meri yari khusiya hai idd ki adhuri khusiya hai idd ki adhuri, yara tu jo gale na mil jaye ho data se mangu mai duaye, tujhe meri umar lag jaye khusiya hai idd ki adhuri, yara tu jo gale na mil jaye h odata se mangu mai duaye, tujhe meri umar lag jaye tu meri jan hai mera iman hai tu meri aan hai yari ki shan hai jaha kayamat rahe salamat rahe dosti hamari ye teri meri yari ye dosti hamari ye teri meri yari ye dosti hamari bhagwan ko pasand hai, allah ko hai pyari ye teri meri yari ye teri meri yari ye dosti hamari ye teri meri yari ye dosti hamari bhagwan ko pasand hai, allah ko hai pyari ye teri meri yari
Song details
- Singer: Suresh Wadkar
- Singer: Mohammed Aziz
- Film / album: Daata (1989)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Anjaan
- Actor: Mithun Chakraborty
- Actor: Padmini Kolhapure
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Shammi Kapoor
- Actor: Ranjeet
- Actor: Saeed Jaffrey
- Actor: Deepak Parashar
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Shoma Anand
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Mukri
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Supriya Pathak
- Actor: Jamuna
- Actor: Arjun
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Birbal
- Actor: Anil Dhawan
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Pran
- Actor: Joyoshree Arora
Song video
singer: Suresh Wadkar, Mohammed Aziz
actor: Mithun Chakraborty, Shammi Kapoor, Suresh Oberoi